Sunday, 18 August 2013

Mah-e-Shawal Ky Nafli Rozay

Hazrat Abu Ayoub (R.A) Sy Riwayat Hai K Sarkar Kul-e-Alam (SAW) Ny Farmaya: K Jis Ny Ramdan-ul-Mubarak Ky Rozay Rakhay Is Ky Baad Mah-e-Shawal Main 6 Nafli Rozay Rakhay Tu Is KA Yeh Amal Hamisha Roza Rakhnay Ky Brabr Ho Ga.
(Sehi Muslim)

No comments:

Post a Comment